SEO Kya hai ? What is SEO Search Engine Optimization In Hindi
Hello Doston Iss Post Me mai bataunga ki Seo Kya hai? What is Seo? Kisi Bhi Website Ya blog Ke Liye Seo Bhaut Hi jaruri Topic hai. SEO Ke bina aap Kisi bhi Site Pe Traffic Nahi Bana Skate kyu ki 80 % Traffic Kisi bhi Site ko Search Engine Se hi Milti hai. Yahan Mae iss Post Me SEO Ke Bare Me Puri jankari dunga.
Related Post – 20 Onpage SEO Tricks-1 Months me 50%Traffic Increase kare
Waise to dekha jaye to SEO ko ham 2 Part Me divide kar sakte hain.
1 – Basic SEO
2- Advance SEO
Basic And Advance Seo Apne Pahli baaar suna hoga. Kyu ki Maine Isse Apne hisab Se divide kiya hua hai. Koi Bhi Blogger ke liye jo ki Income generate karna chahte hain Unke liye Basic SEO Ke bare me janan bhaut jaruri hai. Ya U kaha Le ki Blogging Ke liye Basic SEO Ki knowledge bhaut jaruri hai.
Aur Advance Seo jo ki Kisi Website Ke liye hot hai , Jaise E commerce Site, Ya koi Badi Website Jisse aap Income generate kar rahe ho Uske liye Advance Seo Jaruri hai. Isi Advance Seo Ke liye hi Bhaut Si company Paise Charge karti hai.
Related Post- 12 seo tips & tricks se Blog Ki Seo Ranking 80 % tak increase ho jaege
Halaki Ham yaha Speciaaly Blogging Ke bare me bat kar rahe hain to mai basic Seo Ki hi Bat karunga.
SEO Kya Hai (What is SEO?)
SEo Ka Full form hai Search engine optimization . Yani Search Engine Ke Traffic Receive karne ki Tecnique. Yani Kisi bhi site ke liye Traffic Searh Engine Se hi Milti hai. Jo Karib 80% Visitor Search Engine se Hi milte hain.
To jab bhi koi Search Engine me jab bhi ham koi topic pe search kar rahe hote hain to dUsme first page me Jo bhi Sites aati hain Unhe hi Sabse Acchi Traffic milti hai. Yani Unn Sites Ki ranking High hoti hai. Yani Kisi Bhi Post ko Pahle Number pe lane ke liye Uss Post ki Seo Best Honi Chaiye. Tabhi wo firs rank pe aati hai.
To Search Engine Samay samay pe Unn Sites ki ranking change karta rahta hai yani Ye jaruri nahi ki Apki Site Agar aaj pahle number pe aa rahi hai to Wo 10 Din baad bhi Pahle number pe hi hogi. Kyu Ki Jaise jaise Sites ke ranking kam jyade hoti hai Usi Hisab Se wo Show hoti hai.
But Agar Apka koi Post Bhaut Popular ho gya ho Aur Usse Logo ne kafi pasnd kar rahe hain to Wo Adhik samay tak pahle number pe rahti hai, jab tak ki koi aur Sites Usse Acchi Comptete Na Kare.
SEO Ke Kitne Type hote hain ?
- On Page SEO – On page SEO Ka matlab hota hai ki Site Ki SEO. Isme Site ki Title Discription, Keyword, Permalink, Alt Tag, External links, Keyword, Headings etc.
Site ya blog Ke Page Post me SEO Karne ki Tecnique ko hi On page Seo kahte hain.
- OFF Page SEO – Off Page SEO Me Site Ki Internal Seo ke trah Work Karte hain. Jaise Social site, Commenting, Site Submission. Hote hain.Backlinks Bhi isi ka ek important part hai. Backlinks Apke site ki Traffic Ke jaruri nahi hai lekinAgar Apne Backlinka bana rakhi hai to isse Search engine me Apki Ranking Acchi Ho jaegi. Jisse Agey Chal Ke Traffic Increase hoti hai, aur apki site First page pe aati hai.
Off Page Me Sites Ki Baklinks Free bhi ho sakti hai Aur paid bhi. Paid Backlinks Uske liye hai agar aap Online Business karna chahte hain. Uske Liye Apko Advertising Me kharch karna padega.
Extra Tips- Agar Apki Blog Oragnic Traffic Adhik hai To aapki Site Adsense Se Acchi Income Karegi, Lekin Agar Wahi apki Site Pe organic traffic kam hain to Apki CPM kam Banegi Aur Income kam hogi.
To aap jan gye honge ki SEO ki Basic and Advance Knowledge. To agar koi Question ho to jarur puchen. Agey Mai aur bhi SEO Pe Post karta rahunga.
Hi sir नमस्कार मै ये जानना चाहता हु की मेरा एक website है जिसका मैंने adword कराया google पर website के रैंक और पोजीशन में कोई खास सुधार नही हुआ है .तो क्या मै उसका backlink लिंक बनाऊ या फिर उसके लिए और किसी प्रक्रिया का use करू मै , तो sir मुझे उसके seo के लिए क्या करना चाहिए जो हमने seo के सभी technique को use किया है .
इस पोस्ट को पढ़ें और एडवर्ड साईट की रैंकिंग के लिए अच्छा माध्यम है लेकिन अगर आप इसका सही तरीके से प्रयोग करें तब और आप फेसबुक का भी प्रयोग कर सकते हैं
bahut hi badiya article for beginners like me
Amit ji SEO ke bare me kafi acchi jankari di apne
thanks Sushil
aapne ye sbhi jankari dekar mujhe bahut badi problem se nikal liya bro…thnk u
Nice Article Thanks to Share…
Hello Bhai white hat or black hate me koi different hota hai but on page Seo shi hai
Maine abhi abhi apna blog start kiya hai. SEO ke bare me mai jyda nhi janta. Is post se mujhe kuch sikhne ko mila. Thank you
hello sir, ye white or black hat seo kya he.
शानदार पोस्ट … बहुत ही बढ़िया लगा पढ़कर …. Thanks for sharing such a nice article!! 🙂 🙂
Achi Jankari Share Ki Hai