Aadhar Card Me Mobile Number Add Ya Update kaise Kare-
Hello Friends Iss Post me mai apko bataunga ki aadhar card me mobile number Kaise Add karen Ya Update karen.aaj Kuch salon se goverment ne Adhhar card ko har jagah compulsary kar diya hai yani apko har kam ke liye ID ke taur pe aadhar card lagana jaruri ho gya hai. Aur ab to mobile number me bhi aadhar card link karna jaruri hai agar aisa nhi kiya to apka number band ho sakta hai.
Read Now – Aadhaar Card PDF Password Remove Kaise Karen
Agar apke pass ek aadhar card hai to aap sarkari koi bhi kaam kara sakte hain aadhar card me apki puri detail hoti hai. To aap jaan gye honge ki aadhar card kitna jaruri hai.to Agar apne aadhar card nhi banwaya hai to apne nearest aadhar center se aadhar card jarur banwayen.
Agar apne Aadhar card banwa liya hai jo ki lagbhag adhiktar logon ne banawa liya hai . Usme apka mobile number add nahi hai ya Phir Jo Mobile number Add kiya tha wo Gum ho gya hai to apko iss post me iski puri jankari milegi ki kaise aadhar card me mobile number add karen ya phir new number update karen.
Aadhar Card me Mobile Number Kaise Add karen –
Aadhar card Banna 2009 se start hua tha yani 7 saal pahle Uss Samay ho sakta hai apke pass mobile nahi ho to apke aadhar me mobile number add nhi hua ya phir apne aadhar number banawate samay mobile number nhi diya. But aa mobile number add karna jaruri hai aur isse bhaut se fayde hain.. To aadhar card me mobile number add karne ke liye step by step follow kaijiye-
1 – Mobile number add karne ke liye apko sabse pahle ek form fill kar ke send karna hoga . Form yaha se click kar ke download karen – Download Now
2 – Iss Form ko Sahi Sahi fill kre aur Isse Form me niche diye gye iss pate pe post kar den . Is form me aap mobile number jarur dalen aur Isme niche diye gyen ID me se koi ek ID ki photocopy bhi form ke sath send karen. Jaise Pan Card , Passport, Driving Licence etc jo bhi usse Post karen Kisi ek Address par.
Address –
UIDAI, Post Box No. 10, Chhindwara, Madhya Pradesh-480001, India -------------------------------------------------------- UIDAI, Post Box No. 99, Banjara Hills, Hyderabad-500034, India
Ab Post office se pos karen Ab Apke aadhar card Me Mobile number Kuch dino me add ho jaega.
Aadhar Card Me Mobile Number Update Kaise Kare –
Agar Apka mobile number aadhar card Me Add hai aur aap koi aur new number update karna chahte hain to aap aadhar card me number Update kar sakte hain.
1 – Iske liye aap online asani se update kar sakte hain. Ab aap Niche diye gye link ko open karen.
2 – Ab yaha Apko niche Ek link Milega ClICK HERE pe click karen.
3 – Ab Apna aadhar no enter karen Aur text verification me Captcha code enter karen aur send OTP pe click karen.
4 – Ab apke registred mobile pe Ek OTP Code ayega usse box me enter karen Aur agey badhe Ab apko Yah select karna hoga mobile number aur submit pe click karen.
5 – Ab Next step me apko new mobile number enter karna hai aur Submit Update Request pe click karna hai.
6- Ab uus number ke confirmation ke liye Ek OTP ayega usse next box me enter karen aur submit karen.Ab apki request submit ho jaegi aur niche ek receving milegi usse download ya print kar ke rakh len. Aur diye gye URN No ko se hi aap new aadhar card ki update status check kar sakte hain. ye 10 din me update ho jaega.
Agar ye Post me apko koi problem ho to comment kar ke jarur puchen .
udi kaise open kare
Thanks for sharing information! Aadhar is a very important document,aadhar card is a unique identification of citizen of India, Modi Said Benefits now flow only to people genuinely entitled to receive them, with money getting directly credited to their bank accounts. To check aadhar card status online click here
awesome jankari hai
Aapki template ka name kya
Kaha se aapne templet download ki hai
ye temp wordpress ki hai aur apki site blogger pe hai
Aap meri post check karke bataye
Ki wo seo hai ya nhi
per konsi hai
herald magzine